zindgi ke kai mayeni hain sab ki nazar mai alag alag
lekin mere nazariye se itafaaq karein ge sab
meri nazar mai zindgi Kisi ka imtehaan hai our kisi ki sazaa
kyun ke hum jab kuch khotey hain yeh hamari saza hoti hai ya imtehaan
our woi cheez jo hum ne kho di hai kisi ko agar milti hai
to us ke liye bhi us cheez ko hansil karna ya to saza hoti hai ya imtehaan
mera nazariya yehi hai
Zindgi : Kisi ka imtehaan,Kisi ki saza